-
Kagaz ki kashti
Kagaz ki kashti thi aur pani ka kinara tha,
Khelne ki masti thi aur dil awara tha,
Kahan aa gaye jawani ke daldal main,
Kya kahen bachpan hi kitna pyara tha,
Utra tha chaand mere aangan main,
Yeh sitaroan ko gawara na tha,
Main to sitaroan se bagawat kar leta,
Par chand bhi kaha hamara tha.[URL="http://www.funcracker.com/Sher-O-Shayari/Hindi-Shayari.asp"][/URL]
Posting Permissions
- You may not post new threads
- You may not post replies
- You may not post attachments
- You may not edit your posts
-
Forum Rules