PDA

View Full Version : Duniya...


Nav
06-13-2009, 09:27 PM
Zakhm dene ka andaaz kuchh aisa hai,
Zakhm de kar poochhte hain ab haal kaisa hai,
Kisi ek say gila kya karna yaaro,
Saari duniya ka mizaaj ek jaisa hai…

Iss shehar-e-namuraad ki izzat karega kaun...
Hum hi chale gaye to mohabbat karega kaun...
Iss ghar ki dekh-bhaal ko viraaniyan to hon,,
Jaale hata diye to hifazat karega kaun…!!