Nav
06-10-2009, 11:18 PM
Meri palko'n pe jama di garm sehrao'on ki dhoop
apni aankhon kay liye us ne samandar rakh liya
deed ki jholi kahin khaali na reh jaye ‘Adeem’
ham ne aankhon pay tere jaane ka manzar rakh liya…