3 shining stars
05-27-2009, 06:23 PM
"hui mehangi bahut hi sharaab ke
Yeh intezaar galat hai ki shaam ho jaaye
jo ho sake to abhi kuch intezaam ho jaaye
mujha jaise rind ko hasar mein ya run
bula liya hai to kuch intezaam ho jaaye
hui mehangi bahut hi sharaab ke
thodi thodi piya karo
Piyo leking rakhkho hisaab ke
thodi thodi piya karo
gum ka daur ho yaa ho khushhi
samaa baandhti hai sharaab
ek mashwira hai janaab ke
thodi thodi piya karo
dil ke jakhmo ko sina kya
pine ke liye jeenaa kya
phunk dale jigar ko sharaab ke
thodi thodi piya karo
dilbar ki baaton mein nashaa
zulfo mein nashaa aankho mein nasha
mai se bada ke uska shabaab ke
thodi thodi piya karo
Yeh intezaar galat hai ki shaam ho jaaye
jo ho sake to abhi kuch intezaam ho jaaye
mujha jaise rind ko hasar mein ya run
bula liya hai to kuch intezaam ho jaaye
hui mehangi bahut hi sharaab ke
thodi thodi piya karo
Piyo leking rakhkho hisaab ke
thodi thodi piya karo
gum ka daur ho yaa ho khushhi
samaa baandhti hai sharaab
ek mashwira hai janaab ke
thodi thodi piya karo
dil ke jakhmo ko sina kya
pine ke liye jeenaa kya
phunk dale jigar ko sharaab ke
thodi thodi piya karo
dilbar ki baaton mein nashaa
zulfo mein nashaa aankho mein nasha
mai se bada ke uska shabaab ke
thodi thodi piya karo