PDA

View Full Version : andhiyo se laDne kaa jazbaa hai jisme.


anidaan
06-28-2009, 08:30 AM
andhiyo se laDne kaa jazbaa hai jisme.
jeet ko apanaa banane kee chahat hai jisme
asamaano kee bulandio par naam hai jisakaa
yaado se nahee hakeekat se waastaa hai jisakaa.
rab kare puraa jahaan ho usakaa.