anidaan
06-15-2009, 08:14 AM
Kaun hai jahan me mujko badalnewala
kiska hai raj aaj phir khulnewala,
Aakho ki haqikat se bekhabar hai jo
Sab dekh leta hai yaha dekhnewala,
Teri hasti kya hai mere yakin ke samne.
Nazar to mila aake hamse takranewala,
Abhi to haath me aaya hai mere shikar
Dekhte hai kaun hai kisko badalnewala.
kiska hai raj aaj phir khulnewala,
Aakho ki haqikat se bekhabar hai jo
Sab dekh leta hai yaha dekhnewala,
Teri hasti kya hai mere yakin ke samne.
Nazar to mila aake hamse takranewala,
Abhi to haath me aaya hai mere shikar
Dekhte hai kaun hai kisko badalnewala.