PDA

View Full Version : Samaan ke liye


anidaan
06-15-2009, 08:11 AM
Aaj bhi tere desh me
log lagate hai apna imaan dav par
Bikta hai jiska jis kimat me
wo karta hai vaise hi kam har jagah par
sab kuch badla hai tere sahar me
ek to hi nahi badla
aaj bhi vahi taazagi aur hariyali hai
jaise sadiyo se hum tum khali hai
apne hi wajuod ki pachan ke liye
naamtra ke armaan raha gaye
dilo me samaan ke liye.